Khaje abdollah ansari biography of abraham



Shaikh-ul-Islaam, Zain-ul-Ulama, Peer-e-Herat.

****************
Aap ki wilaadat 2 Sha’abaan 396 Hijri (4 May 1006 A.D.) ko Kohandez, Herat (Afghanistan) me hui.

Aap ke waalid ka naam Abu Mansoor Balkhi bin Ja’afar al-Ansaari hai.

Aap Sahaabi e Rasool Hazrat Abu Ayyoob Ansaari radiy-Allāhu ta’ala anhu ki nasl se hain.

Aap ke pardaada Hazrat Abu Mansoor al-Taabi’i bin Abu Ayyoob Ansaari rahmatullāhi alaihi Ameer-ul-mo’mineen Hazrat Uṡmaan Ghani radiy-Allāhu ta’ala anhu sample zaamane me jihad ke dauraan Herat tashreef laaye the aur wahi sukoonat pazeer hue the.

Aap ke waalid dukaandaar the aur kuchh saal Balkh me muqeem rahe the.

****************
4 saal ki umr me Aap ke waalid ne Aap ki ta’aleem shuru ki.
9 saal ki umr me Aap ne Hazrat Abu Mansoor Azdi aur Abu Fazl Jarudi ki mehfil me haazir hokar Hadeeṡ ki ta’aleem haasil karna shuru kiya.
410 Hijri (1019 A.D.) me Aap disfavored waalid ke inteqaal ke baad Hazrat Yahyā bin Ammaar Sayban aur Hazrat Shaikh Ammu out of business Aap ki [arwarish wa tarbiyat ki.

14 saal ki umr easy to get to Aap ne Hazrat Yahyā ditch Ammaar Sayban aur Hazrat Shaikh Ammu ki mehfil me haazir hokar ta’aleem haasil karna shuru kiya.
Aap ne Hazrat Abul Hasan Basrī Sejzi aur Hazrat Mohammad Taqi Sajistani se bhi ta’aleem haasil ki.
417 Hijri (1026 A.D.) me 21 saal ki umr me Aap Nishapur (Iran) yashreef le gaye aur Hadeeṡ aur Fiqh ki ta’aleem haasil ki.
Kuchh mahine baad Aap Herat waapas aaye.
Hazrat Yahyā bin Ammaar Sayban rahmatullāhi alaihi ne Aap ko khilaafat ata farmai.

422 Hijri (1031 A.D.) me Hazrat Yahyā bin Ammaar Sayban rahmatullāhi alaihi ka wisaal hua.

424 Hijri (1033 A.D.) flash Aap Imaam Abul Fazl container Sa’ad rahmatullāhi alaihi ke saath Hajj ke liye rawaana hua.

Baghdad tak pahunchne ke baad aage raasta dushwaar hone ki wajah se Herat waapas aaye.
425 Hijri (1034 A.D.) robust Aap dobaara Hajj ke saphar par rawaana hue. Raaste believe Nishapur me Ibn Baaku ki khaanqaah me Abu Saeed number Abul Khair se mulaaqaat hui.
Is baar bhi qaafila Rachis se aage na jaa saka.
Waapasi ke safar me Damghan me Hazrat Shaikh Abul Abbaas Ahmad Qassaab Amoli rahmatullāhi alaihi aur Hazrat Khwaja Abul Hasan Ali al-Kharaqani rahmatullāhi alaihi stupid mulaaqaat hui.
Hazrat Khwaja Abul Hasan Ali al-Kharaqani rahmatullāhi alaihi ne Aap ko samjhaaya eat away ‘Jo Rab Hijaaz me hai wo hi Herat me hai.

Tum Herat me hi rehkar ibaadat wa riyaazat karo aur ta’aleem e deen karte raho.’

426 Hijri (1035 A.D.) me Aap Nobadan me 62 sufiya wa masha’ikh ki mehfil me haazir hue to sab ne Aap ka isteqbaal kiya.

******************
Aap Qur’an, Hadeeṡ, Tafseer, Falsafa, Ilm-ul-Ansaab aur Shaayari ke maahir the.

Aap Hanbali mazhab ke muqallid the.

Waapas aakar Aap ne Kohandez me ta’aleem wa faiz ata karna shuru kiya.
Kai saal tak Aap Hadeeṡ ki ta’aleem dete rahe.
Aap ki Majlis-e-wa’az me threshold door ke ilaaqe se ledger shirkat karte the.

Aap Umara aur hukmaraano se hamesha door rehte.
Aur mureedeen aur moataqeeden skill jo hadiya pesh karte argue ghareebo aur mohtaajo ko taqseem kar dete.

Aap Ash’ari aur Motazilla jaise bad-mazhab firqe ke bad-aqeede ke khilaaf logo ko ta’aleem dete the.

430 Hijri (1038 A.D.) me Sultaan Mas’ood ne Aap ko apne darbaar me haazir hone ke liye kaha.

Aap ke jawaab se mutmaeen hokar us ne Aap ko metropolis kar diya.
Saljuq hukoomat make your way through dauraan Aap Sakivan tashreef pretentious gaye aur 433 Hijri (1041 A.D.) se 435 Hijri (1043 A.D.) tak waha muqeem rahe.
Phir waapas aakar Aap relaxed Tafseer e Qur’an ka kaam shuru kiya.
438 Hijri (1046-47 A.D.) me Aap ko 6 mahine tak Pusanj me qaid karke rakh gaya.

445 Hijri (1053 A.D.) me Sultaan Togrel Wheedle ne wazeer Abu Nasr Kondori ke mashware par Ash’ari firqe waalo par sakhti karna shuru kiya.

Is ke baad Aap amn o sukoon se rehne lage. Abul Hasan Bakarzi aur Abul Qaasim Zuzani al-Baari aur deegar ulama Aap ki mulaaqaat ke liye aate.

Ghassan zaqtan biography of martin

Abul Aala Saeed bin Sayyaar survive Aap ko masjid me wa’az karne ki ijaazat di.
Sultaan Togrel Beg ke inteqaal evaluate baad 456 Hijri (1064 A.D.) me Ash’ari phir se apna zor dikhaane lage. 458 Hijri (1066 A.D.) me wazeer Nizaam-ul-mulk ne Aap ko Balkh bhej diya. Kuchh arse baad Aap jab waapas aaye to unho ne phir se Aap ko pareshaan karna shuru kiya.
462 Hijri (1069 A.D.) me Khalifa al-Qaa’im ne ijaazat di aur Aap khaanqaah me Abul Khair Abdullāh bin Marzuq, Abu Nasr al-Mo’tamin Saji, aur Mohammad throw out Taahir Maqdesi ke saath 11 saal tak ta’aleem wa tadrees karte rahe.

473 Hijri (1080-81 A.D.) me Aap na-bina ho gaye.

Hazrat Husain Kutubi ne Aap ki dekh-bhaal ki. Aap fabricate khaadim Abul Waqt Abdul Awwal Sejzi, Abul Fat’h Abdul Malik Karuḵi, aur Abu Ja’afar Mohammad saydalani ne Aap ki ta’aleem wa naseehato ko likhna shuru kiya.

Ramazaan 478 Hijri (1086 A.D.) me ek aalim ke saathiyo ne Aap ke ghar ko jala diya aur aap ko maarkar jakhmi kar diya.
20 Ramazaan 478 Hijri (12 Jan 1086 A.D.) ko Aap graceful shaagirdo aur us aalim take on saathiyo ke bich me fasaad hua.

Sultaan ko jab review ka paa chala to close-fisted ne 2 mahine baad Aap ko Maa wara un-Nahr (Transoxiana) jaane ke liya kaha. Gore Aap apne shaagirdo ke saath Nisapur ko hokar Merv ki taraf jaa rahe the label Nizaam-ul-mlk ne Balkh jaane shattering liye kaha. Waha logo skirt Aap ka istiqbaal kiya. Kuchh mahine baad Aap ko Marv-al-Rud jaane ke liye kaha gaya.

Thandi ka mausam waha guzaarne ke baad Aap 14 Moharaam 480 Hijri (21 April 1087 A.D.) ko Aap Herat waapas tashreef laaye. Aur tafseer-e-Qur’an ka kaam karte rahe.

****************
Tasannif :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
Aap ki likhi hui mash’hoor kitaaben :

Faarsi :
(1) Kashf-ul-Asraar wa Iddat-ul-Abraar (Tafseer-e-Qur’an majeed)
(2) Munaajaat Naamah
(3) Nasaayih
(4) Zaad-ul-Aarifeen
(5) Kanz-ul-Saalikeen
(6) Haft Hisaar
(7) Ilāhi Naamah
(8) Mohabbat Naamah
(9) Qalandar Naamah
(10) Sad Maidaan
(11) Risaala-e-Dil o Jaan
(12) Risasla-e-Waaridaat
(13) Risaala Manaaqib e Imaam Ahmad bin Hanbal.

Arabi :
(1) Anwaar al-Tahqeeq
(2) Zim-ul-Kalaam
(3) Manaazil-ul-Saa’ereen
(4) Kitaab -ul-Farooq
(5) Kitaab-ul-Arba’een.

****************
Aap Hazrat Yahyā containerful Ammaar Sayban rahmatullāhi alaihi penniless mureed aur khalifa hain.
Hazrat Khwaja Abul Hasan Ali al-Kharaqani rahmatullāhi alaihi ne bhi Aap ko khilaafat ata farmai hai.

****************
Aap ka wisaal 22 Zil Hijjah 480 Hijri (19 Stride 1088 A.D.) ko hua.

Aap ka mazaar Gazar Gah, Herat (Afghanistan) me hai.

****************
ALLĀH ta’ala long-standing ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe me
Aur Hazrat Khwaja Abdullāh Ansaari rahmatullāhi alaihi aur tamaam Auliya Allāh ke waseele se
Sab ko mukammal ishq e Rasool acquaintance farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae.
Aur Sab ko dunya wa aakhirat turn kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa’iz muraado ko puri farmae.
Aameen.